Aik Din aik Aalim bazar me betha tha,,,
Badshah ne pocha:
"Bhai kya kr rahy ho?"
Aalim ne kaha:
"Bando ki Allah se sulha krwa raha hon. Allah to maan raha hay magar bandy nhen maan rahy..."
Kuch Dino baad Aalim kabrastan me betha tha. Badsha ne kaha:
"Bhai kya kr rhay ho?"
Aalim ne kaha:
"AllAH ki Bandon se sulha krwa raha hon...
Magar Aj bande tu maan rahe hain ALLAH nahi maan raha..."
From: Bina Aslam
0 comments:
Post a Comment