Kisi k Youn Bicharnay Say..
Kisi Kee Yaad Aanay Say..
Hazaaron Log Rotay Hain..
k Rona Ik Riwayat Hai...
Riwayat Tor Jaata Hoon
Tumhaari Yaad Aanay Per..
Mein Aksar...
Muskaraata Hoon..!!
0 comments:
Post a Comment