Thursday, June 2, 2016

Audio: 20160407 - Jisay chaha apna bana liya - Miqdad Ahmad (Urdu)




Na kahin Se door hain manzilein, na koi qareeb ki baat hai
Jise chahay Uss Ko nawaz de, ye dar-e-Habib ki baat hai

Jisay chaha dar pe bulaa liya, jisay chaha apna bana liya
Ye baray karam ke hain faisle, ye baray naseeb ki baat hai

Mein buron se laakh buraa sahi, magar unse hai mera waasta 
Meri laaj rakh na mere khuda, ye tere Habib ki baat hai

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...