Voh soorat e Ilahi, kis des basteeyan hein
Ab jin ke daikhney ko, aankhein tarasteeyan hein
Barsat ka to moasam kab ka nIkal gaya par
Mijgan ki ye ghattayein ab tak barasteeyan hein
Kyonkar na ho ye zakhmee, sheesha sa dil humara
Os shoakh ki nigahein, pathhar mein dhansteeyan hein
Qeemat un ki go ham, do jug ko dey chuke hein
Os yaar ki nigaahein, iss par bhi sasteeyan hein
Jab mein kaha os se, sauda ko apne mil ke
Iss saal tu hai saaqi, aur mein-parasteeyan hein

Poetry: Mirza Rafi Sauda
From: Zahid Nisar
No comments:
Post a Comment